Naaz
Ya Allah ham sab ke gunah he sagira or kabira ko maaf farma ya Allah hamari gunahoo ko na dekh ya Allah rahm farma ke nabiki umaaati hoon yeh dekhna…mere walid ke darjaaat ko bulaaand karna jannat ke baghaaaat me se bagh ata farmana mere walid nabi ke gulammmo ke gumlaamo ke gulaaam se samjhkr maghfiraat farmana or mere walid gouse azam ke chahane wale thy un sab
ki shifaaaat naseeb karna mere walida ko himmat dena or sabr ata karna or mere bhai behno ke kamiyabi ata karna hamesha khush rakhna or aaj mubarak din ke sadqeh me mere papa ko jannat ul firdous me aala se aala maqam ata karna 😭or mere papa mere liye jo duwa karte the wo dua qubool farma payre aaqa ke sadqeh me har beti ke neik naseeb karna.or mere gunaho ko maaf karna mere moula or mere
neik saleh naseeb karna or meri har jayez duwon ko qubool farmana aameen sum aameen 😭😢😢