Halima khan
Allah rabbul izzat se meri dua hai jisne bhi ye bazm durood Shareef sajai h our jis maqsad se sajai h Allah azzwajal apne habeeb صلی اللہ علیہ وسلم k sadqe me Unko madeena Shareef k ba adab safar ata farmaye 🤲 our dono jahan ki izzat doulat ata farmaye maqsad me kamiyabi ata farmaye ameen 🤲